Thursday, January 14, 2010

رفع الیدین اصل حقیقت (Rafa al Yadeen The Real Facts)

This is our new research for the muslims may this help them in problems theyare facing nd may ALLAH help us all

this article have been transferred   to 

12 comments:

  1. is k baare me kia khayal hai?..plzz comment

    Ibn Masud (RA) ki hadith bilkul sahih..kam az kam 10 scholars ne ise sahih kaha hai..aur is pe koi bi aitraaz sahih nahi...

    http://fiqhissues.blogspot.com/2010/04/issues-of-rafa-al-yadain-hadith-of-ibn.html

    ReplyDelete
  2. brother is hadees ko kam az kam 40 muhadaseen ny sakht zaeef kaha hai aur is k zauf k waja main bta chuka hun ap chaho to us k details de ja sakti hain

    ReplyDelete
  3. جزاکم اللہ خیراً و بارک فیکم لاجواب بلاگ اور لاجواب تحریر ہے۔

    ReplyDelete
  4. ابو طلحہ السلفيNovember 13, 2010 at 12:15 AM

    ترک رفع یدین کی روایات بے شک ضعیف ہیں لیکن ضعف کی جو وجوہات آپ نے بیان کی وہ محل نظر ہیں ابو بکر بن عیاش صحیح بخاری اور عاصم بن کلیب صحیح مسلم کے راوی ہیں۔۔۔۔

    ReplyDelete
  5. رفع الیدین پر احناف اور اسلاف کی طرف سے لکھی گئ کتب کا مطالعہ کرنے کے لیے ویب سائٹ وزٹ کریں
    http://www.muhammadilibrary.com

    ReplyDelete
  6. abu talha bhai

    bilkul sahi kaha bhai apny lakin asim bin kuleeb per ali bin madini k jarah khas hai k un k munfarid rivayat qabool nhi or abu bakar bin ayash k us rivayat main khata imam ahmed bin hanbal ny bare saf bayan k hai us k liye juze rafa dain aur marfat ul sunan wal asar dekhi ja sakte hai

    ReplyDelete
  7. quran translation available in about 20 languages

    ReplyDelete
  8. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  9. Bismillah-Hirrahman-Nirrahim

    <>

    Hadith proof: Rafa yadein ke bina Namaz padna

    Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam jab Namaz shuru kartey to apney Dono haath kaaano ke kareeb tak utahtey phir dobara haath nahi uthatey
    Sunan Abu Dawud, Vol1, 746

    Hazrat Alqama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Abdullah bin Masood Radi Allahu Anhu se kaha ki kya main tumko Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki tarah namaz parh kar na batauu phir unhoney namaz parhi to sirf Ek martaba haath uthaye ( yani takbeer tahrima ke waqt)
    Sunan Abu Dawud, Vol1, 744

    Hadith proof: Rafa yadein ke saath Namaz padna

    Abdullah bin Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam jab namaz parhtey to apney kaandhon tak apney dono haath uthatey aur isi tarah ruku mein jatey waqt aur ruku se sir uthatey waqt apney dono haath uthatey they aur Sazdon ke darmiyan rafa yadein nahi kartey they
    Sahih Muslim, Vol 1, 861

    Note: Yaad rahey ki ye Hadith 15 rivayato se sahi sabit hai aur ye main nahi kah raha , Saudi Arab ke awqaf se Authenticated web site par is Hadith ki sahi rivayat 72 Shawahid aur 29 Takhrij ke saath mojud hain

    Sheikh Nasir al-Albani said about the above hadith -
    The truth is that this hadith is "SAHIH" and its Isnad is also sahih on the criteria of Sahih Muslim.
    (Mishqat al Masabih, Tahqiq Nasir Albani, Volume 1, Page No. 254, Hadith Number. 809, FN. 3)

    Hadith:
    http://www.islamweb.net/hadith/display_hbook.php?bk_no=184&hid=639&pid=113995

    Asnaad: ( yahase se aapko sahi Rivayat ki chain mil jayegi)
    http://www.islamweb.net/hadith/dyntree1.php?type=2&sid=1157&bk_no=184&cid=1372

    Shawahid:
    http://www.islamweb.net/hadith/hadithServices.php?type=2&cid=1372&sid=1157

    15 mein se ek sahi raviyat ki chain main aapko deta hu aur ismein se ek bhi ravi zaeef nahi hai

    (1) عبد الله بن مسعود
    | (2) علقمة بن قيس
    | | (3) عبد الرحمن بن الأسود
    | | | (4) عاصم بن كليب
    | | | | (5) سفيان بن سعيد
    | | | | | (6) وكيع بن الجراح
    | | | | | | (7) محمد بن إسماعيل
    | | | | | | | (8) أحمد بن محمد
    | | | | | | | | (9) محمد بن محمد
    | | | | | | | | | (10) أحمد بن الحسين
    | | | | | | | | | | (11) الكتاب: السنن الكبرى للبيهقي [الحكم: إسناده متصل، رجاله ثقات]

    -----------------------------------------

    http://groups.yahoo.com/group/Only-Quran-Hadith/message/991

    Conclusion: Isliye Allah ke bando Rafa yadein ke saath namaz padna aur uskey bina namaz padna dono Aap Sallallahu alihi wasalam ki sunnat hain , isliye jhagda na karo Aapas mein bhai bhai ban kar raho, ilm sikho aur kisi topic par achchi tarah khud analysis karo , kyunki aajkal har jagah firqa parasti chal rahi hai , aksar maulana apney firqey ko suppport wali hadith aur baat to bata dete hain magar wo hadith aur baat nahi batatey jo iska dusra pahlu hai.

    ------------------------------------
    English Translation:

    Narrated Al-Bara' ibn Azib When the Apostle of Allah peace_be_upon_him began prayer, he raised his hands up to his ears, then he did not repeat.
    Sunan Abu Dawud, Book 3, Number 0749

    Narrated Alqamah Radi Allahu Anhu Abdullah ibn Mas'ud said: Should I pray in the way the Apostle of Allah (peace_be_upon_him) had performed it? He said: He prayed, raising his hands only once ( on takbeer tahrima)
    Sunan Abu Dawud, Book 3, Number 0747

    ReplyDelete
  10. https://www.facebook.com/HadithinRoman/posts/446071695459609

    ReplyDelete
  11. mere azeez dost in dono rivayat ka jawab article main dya gaya tha shayad apny parhna gawara nhi kya ap k de huwe chain main sufiyan bin saeed mudalis hain aur seegha an se mudalis k rivayat zaeef hote hai

    ReplyDelete
  12. mazeed tafseelat k liye ab website visit kijiye

    ReplyDelete